Muestra

Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.

Yoga

De: Shameem Khan
Narrado por: Pallavi Bharti
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Aaj ki tez raftar zindagi se taalmel baithane ke liye swasth aur oorja se bharpoor hona bahut zaroori hai, aur iske liye yog se behtar kya ho sakta hai. Yog se na keval sharirik roop se swasth rehne mein sahayta milti hai, balki maansik shanti bhi prapt hoti hai. Hum sharirik roop se sakriya na rahein to hamara sharir kada va thaka hua aur mastishk ashant ho jayega. Agar aapne jeevan mein kabhi yog na kiya ho to aaj se hi prarambh kar dein, kyonki achchhe karya jab bhi prarambh kiye jaayein unse laabh hi hota hai. Yog ke baare mein jankari dene ke liye hum aapko kuchh paramparik aur kuchh aadhunik yog vidhiyon ke baare mein bata rahe hai. Tanav aur avsad adhunik jeevanshaili ki den hai. Isse rakt mein stress hormone ka strav badhta hai aur rog pratirodh kshamta ghat-ti hai, jisse vyakti asaani se rogon ki chapet mein aa jaata hai. Yog nidra vyakti ki mansik kshamta ko badhati hai aur use rogmukt rakhti hai. Jinhe migraine hai, agar vah niyamit roop se yog nidra karein to migraine ke daure se bacha ja sakta hai. Vastav mein yah jaagte hue gehri neend lene ki prakriya hai aur yah gehri neend ke barabar hi tazgi, shanti aur oorja deti hai. Metro sheharon mein yog tezi se logon ke jeevan mein shamil hota ja raha hai aur ismein sabse naya trend hai hat yog. Aajkal khud ko fit rakhne ke liye hat yog logon ki pehli pasand banti ja rahi hai. Hamari sanskriti mein yog ko fitness ka sabse saral mantra bataya gaya hai. Ab isme naye naye concept jude jaa rahe hai. Hat yog vastav mein yog ka hi ek naya roop hai. Yog ke abhyas se sabhi dard se aaram milta hai.
    ©2014 Prabhat Prakashan (P)2020 Audible Studios
    Más Menos

Lo que los oyentes dicen sobre Yoga

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.